Monday, October 23, 2006

Jaaneman(2006)

Hindi Lyrics:

Hmm jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man jaan-e-man
Hm hm hm, hm hm hm
Jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man kisi ka naam nahin
Phir bhi yeh naam honthon pe na ho
Aisi koi subah nahin, shaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man -2

[ Mainne sifr khayaalon se, khwaabon ki sej sajaayi hai
Dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai ] 2
Tasveeron pe marta hoon, waqt guzaara karta hoon
Main mehboob ki galiyon ka, koi aashiq badnaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man -2

Kal ki baat khuda jaane par aaj talaq woh baat nahin -2
Dil par baadal chaaye hain par aankhon mein barsaat nahin
Aisa main deewana hoon, aisa main mastaana hoon
Pyaas to hai in honthon par, lekin haathon mein jaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man -2
Jaan-e-man kisi ka naam nahin
Phir bhi yeh naam honthon pe na ho
Aisi koi subah nahin, shaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man -2
Hm hm hm, hm hm hm -2

Celebrating the legend- DON(2006)

Singer(s): UDIT NARAYAN, SHAH RUKH KHAN

Arey tumka ka bataai bhaiiya
Humraa haal ka hai
Nikle the hum halwa khaane
Muhi jal gaya hai

Hmmm. Ka tumka bataai, ab ka samjhai
Badi durghatna hai, muskil bachna hai
Chala aisa chakkar, uthi aisi aandhi
Padi humka karni , badi kooda phaandi
Badi lambi chodi, hui bhaaga dodi
Din raat jo humne jaag jaag, ki aisi bhaagam bhaag
Ke hum kabhi hiya gae, kabhi hua gae
Kabhi hiya gae, kabhi hua gae
Kabhi idhar bhage, kabhi udhar bhage
Phir tumne diya ye paan
To aai humri jaan mein jaan
To aai humri jaan mein jaan
To aai humri jaan mein jaan

O (khaaike paan banaaras wala) -2
Khul jaaye band akal kaa taala
O khaaike …………. Kaa taala
Phir to aisa kare dhamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora o chora
O chora ganga kinaare wala -2
khaaike paan ... kaa taala

Arrey raam duhaai, kaise chakkar mein pad gaya hay hay hay!
Kahaan jaan phasaai, main to sooli pe chadh gaya hay hay
Kaisa seedha saadha main kaisa bhola bhala haan haan
Arrey, kaisa seedha seedha main kaisa bhola bhala
Jaane kaun ghadi mein pad gaya padhe likhon se paalaa
Meethi chhunri se, meethi chhunri se hua halaal
Chhora ganga kinaare wala, o chhora ganga kinaare wala
O khaaike paan ... kaa taala

Ek naar naveli badi albeli kare atkeli
Uski badi hai dhoom hai aisi man bhaavan
Sab dekhe usko palat palat aur ghoom ghoom
Won nagar nagar jaae dagar dagar
Aur an gang mein jyoti chamke jagar jagar
Sundar baala palkon mein liye ek swapna lok
Adharon mein liye yovan haala
Ithlaati hai balkhaati hai tan ka chandan
Wo chalak chalak chalkaati hai
Wo nain dwaar se tan mein aake
Man mein jwaala jagati hai
(Wo chandramukhi hai
Wo mrignaini hai) – 2
Wo roopvati hai wo madhumati hai
Dhin tak dhin tak dhin tak haan…….

Ek kanyaa kunwaari hamari soorat pe mar gayi hay hay hay!
Ek meethi kataari, hamare dil mein utar gayi hay hay
Kaisi gori gori o teekhi teekhi chhori, waah waah!
Arrey, kaisi gori gori o theekhi theeki chhori
Karke jora-jori, kar gayi hamare dil ki chori
Mili chhori to, mili chhori to hua nihaal
Chhora ganga kinaare wala, o chhora ganga kinaare wala
(O khaaike paan ... kaa taala) -2
Phir to aisa kare dhamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chora o chora
O chhora ganga kinaare wala
O chhora ganga kinaare wala huh!

DON(2006)

Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN
yeh mera dil pyaar ka deewana,
deewana deewana pyaar ka parwana,
aata hain mujhko pyaar main chaljaane,
mushkil hain pyaare tera bachke jaane

yeh mera dil pyaar ka deewana,
yeh mera dil pyaar ka deewana,

Dil woh jaahe jise, jaahe jise use paaya
pyaar woh yaar ke joh naam pe hin mitjaye-2
jaane kyun badle main, jaan loon nazrana

yeh mera dil pyaar ka deewana,
deewana deewana pyaar ka parwana,

pal pal ek har chal, dil main ek tufaan hain,
aane ko hain woh manzil jis ka mujhe armaan hain,-2
bhool ka na tujhe dil ka yeh nagrana

yeh mera dil pyaar ka deewana,
deewana deewana pyaar ka parwana,
aata hain mujhko pyaar main chaljaane,
mushkil hain pyaare tera bachke jaane,

yeh mera dil pyaar ka deewana,
deewana deewana pyaar ka parwana,